re: Pakistan Test Squad announced for Windies
chanda …itnay short vision kay na bano…yaad heay 2009 T20 …razzaq tumhara kitna bara hero tha…aur yaad heay 2010 England series…
kitna tum RAZZAQ RAZZAQ boltay thay…
@ehsan bhai -aajkal kay bachay buhat shallow ho gayay hain…