![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
AZADI BUBARAK ![]()
http://www.pakistannationalanthem.com/wp-content/uploads/2014/03/pakistan-national-anthem-lyric.gif
vese kisko pura aata ![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
AZADI BUBARAK ![]()
http://www.pakistannationalanthem.com/wp-content/uploads/2014/03/pakistan-national-anthem-lyric.gif
vese kisko pura aata ![]()
Re: Pakistan Qoumi Tarana
School days:halo:
Kitni susti k sath parhna parta tha na matlab pta tha na alfaz ![]()
Re: Pakistan Qoumi Tarana
abhi kons apata ksi ko
ab to jo aata vo b bhul gaya hoga:(
Re: Pakistan Qoumi Tarana
We should start a National Anthem thread in Voice Gallery and share it in our voices :p
Re: Pakistan Qoumi Tarana
urdu me kahein aj azadadi k din hy
pehly kerna tha na ![]()
chalein ab sahi
Re: Pakistan Qoumi Tarana
me busy tha
pehle koi aur kare phir me bhi share karunga apni voice me ![]()
Re: Pakistan Qoumi Tarana
hmm abhi 6sep rekh lein
dedication to pak army?
Re: Pakistan Qoumi Tarana
that’s a good idea ![]()
chalein tayarian karein ![]()
Re: Pakistan Qoumi Tarana
me koe nai kerni wali
phir meri awaz bhens jesi bana dengy ![]()
Re: Pakistan Qoumi Tarana
hahaha ![]()
nahi kerta ![]()
aap preparation karein… warna black mailing start ker dunga ![]()
Re: Pakistan Qoumi Tarana
perhna kia tarana ?
jaldi s eset karein
kia programme
Re: Pakistan Qoumi Tarana
abhi school bhi tu nahi jatey
hamare han her text book kay last mein qaumi tarana hota tha…mgr kaun yaad kary ![]()
assalam o alaikum waisey app bachpan mei school mein participate karti thein? or abhi celebrate karti hain kiya?
Re: Pakistan Qoumi Tarana
shadi se pehly bohat zoor shor se apny bhatejon k kapry bana k
orr pata nhai kia kia
bohat sari pic hein mere pass
per ab to ![]()
geo orr ary dekh ker hi
kam chala lete
Re: Pakistan Qoumi Tarana
me to 6th september ko Dil Dil Pakistan song share karunga apni awaz me ![]()
Re: Pakistan Qoumi Tarana
kal mujeh yaad araha tha jab mein school mein thi tu meri teacher mujeh pratice karwa rahi thi yeh mili naghma "mera dil hay pakistan meri jaan hy pakistan " kitni baar ek sur kay liye teacher ny mujeh yeh jumla bulwaya tha is tarah boliein is tarah…![]()
app ne khudh sey nahi kiya participate kabhi?
Re: Pakistan Qoumi Tarana
me to chutti ker leti thi ![]()
esa kuch b yad nhai aata
Re: Pakistan Qoumi Tarana
asey mokon per tu jana chahye parhai nahi hoti ![]()
Re: Pakistan Qoumi Tarana
me b heran horhi hun esa kese hua bhala
me to school bohat like kerti thi
kabhi chutii achi nhai lagti thi
active b bohat thi
game naat debates sab
phir 14th august kese miss hota tha ![]()
Re: Pakistan Qoumi Tarana
app purani hogayin hain bhut ![]()
waisey bachpan hota hee khubsurat hay..befikri ![]()