dil kar raha amm khanay ko maher lahore main usa main nahin:(
Re: pakistan ki yaad a rahi hai
waisaY tau variety of aam is found in sindh specially southern sindh but as long as you are eating aam in pakistan, that’s a blessing in itself :hinna:
Re: pakistan ki yaad a rahi hai
hum nay to bohat saaraaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaay Aam khayee ab thak gayee : D
Re: pakistan ki yaad a rahi hai
yeeeeh i miss pakistan everyday even if im here in america and someday im gonna go back there inshallah! :)
Re: pakistan ki yaad a rahi hai
:o muje nahi ati aur na hi aae ge inshallah:chai:
Re: pakistan ki yaad a rahi hai
Me agar Islamabad main rehti to mujhay wahan ki yaad ati lekin me wahan nahi rehti :( abhi siraf friends yaad atay hain bas.
Re: pakistan ki yaad a rahi hai
I never miss that place.
![]()