New Year ki Raat ko baraye mehar baandri DHOTI pehan kar bahir na jaye ga, warna DHOTI mai TOOFAN anay ka khadsha ho ga.
Ajkal kay shurliaN aur patakhoN ka koi bharosa nahi, ye na ho DHOTI via ROCKET asmaaN mai uRR rahi ho aur aap ka apna bethay bithaye MELA lag jaye. Rockets say bachaiN aur shurli patakhoN say , kiyonkay DHOTI kom ka sarmaya hai.
Thank you.
Re: Paindoo Hazraat kay liye aik zaroori Elaan
i guess u had an experience with dhooti on New year
Re: Paindoo Hazraat kay liye aik zaroori Elaan
Baba is looking for his shorts now
Jag punjabi jag teri dhooti par lugga dagh
Re: Paindoo Hazraat kay liye aik zaroori Elaan
baba ji ka farmaan hai
dhoti hamari jaan hai
baba ji dhoti hamesha girah baand kar pehantay haiN
Re: Paindoo Hazraat kay liye aik zaroori Elaan
Belt aur galus kay sath pehanta houn