Pahunch gayee upar

Ek Aadmi ki biwi badi hi sakht mizaz ki thi. Sara din ghar mein Shorogul , Utha patak chalta rahta tha. Aadmi us se Bada hi pareshan rahta tha. Ek din us aadmi ki duwayen kabool ho gayi, wo aurat chal basi.
Mayyat ko kabrastan le jaya gaya. Aurat ko poori rasm ke saath dafna diya gaya.
Tabhi zoron ki aandhi chalne lagi, aasman mein bijli kadakne lagi, bada darawana sama ho gaya.

Us aadmi ne aasman ki taraf upar sar uthaya aur bola : " Achchha!! Pahunch gayee upar !!!"

Re: Pahunch gayee upar

lol

Re: Pahunch gayee upar

:D

Re: Pahunch gayee upar

lol..:D

Re: Pahunch gayee upar

hehehehe

Re: Pahunch gayee upar

hahahahahaah