Re: paheli
Kheera...
Salams Mirza Sahib...Bohat dinon baad tashreef awari ki aur woh bhi aik paheli kai saath...
Kia haal hain?
Re: paheli
Kheera
Oops, i missed that word in LJ's reply.
Re: paheli
Salaamz
Lajo aap say zaheen o fateen shakhs say yehai ummeed thee.
Aur hamara aana janaa kiyaa. Miyaan aap ki yad aati hai to jhank letay hain bass.
Re: paheli
Lajo aap say zaheen o fateen shakhs say yehai ummeed thee. Aur hamara aana janaa kiyaa. Miyaan aap ki yad aati hai to** jhank letay** hain bass.
Mian-
Issi tanka jhanki nay ruswa ker diya mirza jee...
:)
Re: paheli
Salams Mirza Sahib...Bohat dinon baad tashreef awari ki aur woh bhi aik paheli kai saath...
Kia haal hain?
Lajawab you r gr8,
is Paheli a urdu word or hindhi ?
Re: paheli
In hindi and urdu paheli to paheli hai !!!
Re: paheli
Mohtaram o Mukarram Anwar bahee
baqol meerza dagh dehlavi
NA GAYEE TAnK JHAnK KI AADAT
LIYAY PHIRTI HAIn DAR BA DAR AAnKHAIn
AB AGAR AAP NAY GHUSSAY SAY AAnKHAIN NIKALEEn TO HAMEN KEHNA PAREGA:
DAGH AAnKHAIn NIKALTAY HAIn WOH
UNN KO DAY DO NIKLA KAR AAnKHAIn