Re: pahchaaniye to sahii-1
Immigration ka maslaa ho, Kaam main rukaawaT ho, saas bahu ka jhagRa ho, aulaad ka na hona, shauhar ko raah-e-raast par laana ho, aulaad na-farmaan ho.
Har maslay ka toR in kay paas hai. Shartiyaa gaarentee kai saath.
Kaam na honay ki soorat main hadyiaa waapas.
Aaj hi kaal karain: 1-800-WHAT-A-FOOL.