Re: Pagalon wali shayari
thank you! ![]()
Re: Pagalon wali shayari
thank you! ![]()
Re: Pagalon wali shayari
main preshan tha k shaid main hi aakhri pagal tha yahan post karny wala,laikin khushi hoe k aur bhi hain
Re: Pagalon wali shayari
maiN to company dene aa gayaa thaa varna maiN paagal to nahiiNā¦vaise, sabhii paagal yehii kahte haiN!!! ![]()
Re: Pagalon wali shayari
itna sach bolty main ne pehli dafa kisi pagal ko suna hai
Re: Pagalon wali shayari
maiN vo paagal huN jo apne sivaa sab ko paagal samajhtaa hai!
vaise, paagal kii taāreef kia hai? ![]()
Re: Pagalon wali shayari
mere bhai pagal ki tareef kon karta hai
Re: Pagalon wali shayari
taāreef se matlab definition!
ab bataayeN k paagal kii definition kia hai? ![]()
Re: Pagalon wali shayari
aap bhi pagal hi hain
aik pagal se pagal ki definition pooch rahy hain
Re: Pagalon wali shayari
yeh bhii baat maāqool haiā¦agar hoshiyaar hotaa to aisaa sawaal hii kiuN poochhtaa?
vaise, maiN ne anjaane meN taāreef kar diiā¦
**ā¦paagal vo hai jo Khud ke sivaa sab ko paagal samjhe! **![]()
Re: Pagalon wali shayari
this is definition #1
#2 is jo apny aap ko sab se ziada aqal mand samjhy woh bhi pagal
Re: Pagalon wali shayari
TRUE aur:
#3ā¦vo bhii paagal hotaa hai jo apnii teen pushtoN ke liye paise be-iimaanii se jamaā kareā¦jaise Zardari et el. ![]()
Re: Pagalon wali shayari
zardari ko pagal kehna pagalpan ki tauheen hai
Re: Pagalon wali shayari
OMGā¦maiN kaisaa paagal huN k yeh bhii bhool gayaa! ![]()
Re: Pagalon wali shayari
phir kya bana?