pagal

Aik rang walay (dyer)k paas aik pagal aa jata hai aur kehta hai k mujhe tum aik aisa duppatta rang kar do jo na laal ho,na kaala ho,na peela ho, na sufaid ho,na hara ho,na neela ho,aur ye batao duppatta lainay kab aaon?

Rang wala ,duppatta tum us din lainay aana, jis din na hafta ho,na itwar ho,na peer ho,na mangal ho,na budh ho,na jemerat ho .na jumma ho:):):)

Re: pagal

:cb:

Re: pagal

:D