Pachtawa..

Pachtawa

Main ikmusafir hoon
Main nai apni manzil
Pai janai kai liyai
Samnadr ka rasta ihtiyar kiya
Wo samandar bohat gehra tha
Us ki mojoon ko dekh kar
Mujjai gabrahat si honai lagi
Main samandr main kood to gaiya
Magar Mujain apni sancain rukti hoi mehsoos howin
Agai peecha gabra kai jo deka to
Wahan do kashtian dikin
Dono ko wahin jana tha jo rasta main nai cgiina tha
Mujai intahab to aik ka karna tha
Kooch batain mujjai aik ki achi lagin
Kooch doori ki,
Kitna mushkil tha merai liyai wo fesala karna
Ai dost na pooch,
Jis kashti ka bhi intahab karta
Ahir mujjai kinarai pai laga kai usai wapis hi to jana tha
Agar toot jati darmian main to doob jatai dono hi
Main karta bhi to kiya karta?
Dono pai aik aik paoon rakta to bhi
Main doob jata na…
Kash is gehrai samandar main
Main utra hi na hota
Or bhi to rastai jatai thai ghar ko meri!

By Subha

Masha Allah......

yeh to hay ...... Zindagi hay koi kia karay, na appni khushi say aay na appni khushi chalay

:k:

that was good

nice...

nicwe :k::slight_smile:

:k:

thank you all, :)

Shukar hai azad sahib ap ko bh kooch acha laga :D