Lamhay
1
ujaadh thi dil ki sar zameen isey sabz hone do
muddat baad aansoo nikle hain mujhe rone do
kaisay aankhen kahen inhe jo har dam jalte hain
aaj mausam meharbaan hai to inhe bhigone do
jo kuch tha dil mein ansoo’on ke saat beh gaya
kuch aur gunaah inhi ashk’on mein diboonay do
bewajah jaati rahi umr kai saal younhi beet gaye
paaya to khair kuch naheen ab kuch khone do
ye talkhiyaan, ye bojh, ye mushkilein, ye soz
ye yaadein hain in mein eik aur moti pirone do
khud se bhi door tha aaj lautaa hoon safar se
deer ka jaaga howa hoon main ab mujhe sonay do!
Aj phir dil nay Ek Tamana ki,
Aj phir dil ko hum nay samjhaya..!
Wah ji wah lamhay ji… Bahut khoob.. ! Per tell me kya kya karne doon aap ko… Decide first from the list and tell…
sabz hone do
mujhe rone do
bhigone do
diboonay do
khone do
pirone do
sonay do!
Jaldi bataeyayga…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Raiza raiza humko hona hoga maati ke tallay
Jaagay hain tu sona hoga maati ke tallay
Sun lo sun sako tou tum ko aansoo pukaaray…!
Lamhay
3
lolzzzzz
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Ji iss baray main kia kahoon bas yahi
K hazaroon khawhishien aisi k haar khwahish per dam nikalay !!agay ap behtaar jantay hain janab!
Aj phir dil nay Ek Tamana ki,
Aj phir dil ko hum nay samjhaya..!
Aj phir dil nay Ek Tamana ki,
Aj phir dil ko hum nay samjhaya..!
Aji Lamhay ji, dil se kaho ke ek baar sari tamanaaoon ki list bata dey aap ko, roz roz samjhaana bhi tu acha nahee na... !
Waisay humein bhi kisi roz samjha dain na, dil ko tu roz samjhaati hain aap... !
Lamhay, Arif Loves you a lot!!!
Raiza raiza humko hona hoga maati ke tallay
Jaagay hain tu sona hoga maati ke tallay
Sun lo sun sako tou tum ko aansoo pukaaray...!
dil kii kyaa baat karen dil to hai naadaaN jaanaaN sigh
btw, gr8 choice Lamhay!
Lamhay
6
thanks arifjee and bholi bhali
Aj phir dil nay Ek Tamana ki,
Aj phir dil ko hum nay samjhaya..!
very nice lamhay aunty
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
OnE LoVe
Lamhay
8
Thanks betay jee Pasand karnay ka shukriya betay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
no problemo aunty ji, ju iz alwayz welcome
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
OnE LoVe
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
nice choiceeee
Waaizo Aatish-e-DauzakH se JahaN ko tumne
Yeh Draiyaa hai keh kHud ban gaye Darr ki Soorat
ASA
11
**
khud se bhi door tha aaj lautaa hoon safar se
deer ka jaaga howa hoon main ab mujhe sonay do!
**
[/QUOTE]
very nice.......
Koi to ho jo mere wehshatooN ka saathe ho
Lamhay
12
thanks tasneef and as sweet as !
nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
Lamhay
15
kaisay aankhen kahen inhe jo har dam jalte hain
aaj mausam meharbaan hai to inhe bhigone do
Very nice Lamhay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Nayab
17
Lamhay
18
Thanks amjad bhai and nayab ji
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Aj phir dil nay Ek Tamana ki,
Aj phir dil ko hum nay samjhaya..!
Nayab
19