paa'ooN se khawab bhandh shaam-e-visal k
ik dasht-e-intzaaR ko jaada keay huweY
ankhoN maiN lay k jalteY huweY moasmon ki raakh
gaRd-e-safaR ko tuN ka libadaa keaY huweY
[/QUOTE]
Wah kia manzar nigaree hai is qatae mein :k:
paon se khwab baandh!!! aur un khwabon ko raund do!
aankhon mein raakh!!! yeh saza hai unkee be raah o rawee kee!!