specially meetha paan ..uff kya yaad dila dia.. ammi ka paan daan ajkal humaray use main aaraha hai lol.. jab sey ammi Pakistan gayee hain, hum bhai bahno nay unka paan daan ka hashar nashar kardia hai..roz dinner kay baad ek mahol banta hai aur bari baari sab paan khatay hain..main nay tou unki sonf hi khatam kardi..hehe.. lekin baaqi jo bacha kucha hai woh meray bhai bhabhi hi guzara kar rahay hain kabhi kabhi paan kay pattay par main thori see cheeni daal kar bagair khattay choonay kay khaa leti hoon..lekin khatay waqt ammi ki daant bhi yaad aahi jaati hai
aur yahan par kon kon paan nahi khataa ya khaata hai?
jjjjjjjjjezzzzzzz .. ......... no way .. i hate paan .. i put (meetha paan)once in my mouth ... n it was awfulll .....yukkkkkkkkkkkk ..........ewwwwwwwwww.....
wow aap tou meri ammi sey bhi double cheezain khaatay hain.. woh zahoor tobacco khaati hain..jo ab yahan nahi milta tou baychari ko raja jani wala khana parta tha
aap paan khud banatay hain kya?
i know how to cut chaaliya with sarota
On my wish my wedding was planned in our Village. So after 3 or 4 days of my wedding I took my Mrs. to Bazar and while we were there I thought it will look cool if we had paan in our mouth while our way back to home just to show elders k assi bhi wadday ho ga’aiy aan
well right before entering in the house we took the paan (Meetha Wala) but as soon Mrs. took it she started Vomiting . . Sab nain meri class li . . kia zaroorat thi bachi ko aisi cheez khilaanay ki