out of curiosity

Adeel & Birdiee : Naheen yaar we always welcome new comers aur yah chair chaar tou mairi aaduat Sania Bun Chukki hay :wink: leekan iss tarah aab ajnabiat feel naheen kartay hain aur ghul mill jatay hain … LP khid new hey GS par waisay by age Kaffi purani hay mujh say do saal bari hay :wink:

leekan** Birdieee** yah batain mairay Dandan Shikan Jawab Kaisay Lagay :hmmm: aap key answers ka kuch khas maza naheen aa raha hay zara khul kar muqabala karain keonkah Film Abhi Baqi hay dooooooooooosssssssttttttt :bukbuk2: