Re: out of curiosity
aww
aisa nahi hai
shoolly I will be welcoming magar after coming back
abhi jaana hai
Re: out of curiosity
aww
aisa nahi hai
shoolly I will be welcoming magar after coming back
abhi jaana hai
aik to itni mushkil se itni muskil urdu yad ki hai oper se meaning bhi bataon ![]()
Re: out of curiosity
lol mat batao
waise .. dukhtar toh beti ko bolte hain..
aur baaki sab words bhool gayi main lol
jee jee jaiye janab !!! zindagi rahi tou phir miltay hein!!
Adeel & Birdiee : Naheen yaar we always welcome new comers aur yah chair chaar tou mairi aaduat Sania Bun Chukki hay
leekan iss tarah aab ajnabiat feel naheen kartay hain aur ghul mill jatay hain … LP khid new hey GS par waisay by age Kaffi purani hay mujh say do saal bari hay ![]()
leekan** Birdieee** yah batain mairay Dandan Shikan Jawab Kaisay Lagay
aap key answers ka kuch khas maza naheen aa raha hay zara khul kar muqabala karain keonkah Film Abhi Baqi hay dooooooooooosssssssttttttt ![]()
Re: out of curiosity
lol film hum kal continue karnege ab mujhe neend arahi hai subha kay 5 baj gaye hain
lol
Allah Hafiz everybody
yeh tou aap logon ki mehrbani hay janab !!! khair tou kiya haal chaal hein aap k??
Chalain abhi to mairi form wapus aai thi aur aap bhi Neend ko pyaari ho rahi hain ![]()
Me Theek Thaak and back in form … tum sunao kahan say aai? Kiss nay GS ka Bataya ? aur Keon Aay ???
me 4rm khi , aur janab being lonely ko aap jantay hein??
Re: out of curiosity
**SID key tou baat he nah karo mairay sath
bara fazool shakhs hay woh ![]()
Aab tumhain kahta ho ga kah uss kay thread main post karo ! Ussay Mairi Taraf Say
**
aray nahe nahe bara hi acha insaan hay yaar bas mein tou us k referal se aya hun bas!! kiun janab kiya baat ho gaye jo aap aisa keh rahay hein?? kiya mein jaan sakta hun?
Re: out of curiosity
sannan
yeh larkiyann phir ghayab ho gaye hain
lagta hai hamari ibadaat ta asar shroo ho gaya hai
aur churails ka kala kama ho gaya hai ![]()
I sent him my poetry images to attach in my Poetry Thread but janab woh to maghroor he buhat ho gia hay
![]()
Yaar Main Khud Paraishan Ho gia Hoon Akhar Yah Kahan Bhag Jati Hain ![]()
Mujhay Lagta hay tum nay Afaat say bacho ka koi taweez pahna howa hay jiss key barkat say buri balain bhaag jati hain ![]()
tou uska ghussa kahin aap mjh per tou nahe nikalengay?http://www.paklinks.com/gs/images/smilies/teary.gif
Re: out of curiosity
![]()
Re: out of curiosity
No Adeel its for SID tum ussay maira message day daina
Re: out of curiosity
hmmm
u really believe in larkyoon par koi chees asar karti hogi?
mujehy lagta hai free iftar parties ka lutf utha ya ja raha hai ;)
Re: out of curiosity
Chohiya Maar Golyaan Asar Karti hain
Aazmai hoi baat hay ![]()
Re: out of curiosity
larkiyoan k ilava bhi bohat sy topic hain baat karnay ko?
Re: out of curiosity
![]()
![]()
![]()