Os nay

Os nay wafa nebhanay ka wada kiya tu tha
Phir yoon howa ka us ka irada badal giya

Aur phir karna para gosht ko nakhun say juda
Ya zaroori tha kisi zakham ko bharanay kay liya

Itni mukhlis na banoo tum ka kis din tum say
Main ya chahoon ka maray sath jeoo mary sath maroo

Re: Os nay

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Os nay wafa nebhanay ka wada kiya tu tha
Phir yoon howa ka us ka irada badal giya
[/QUOTE]

Haan na waqee yeh to hum nay socha hi nahi tha

Re: Os nay

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Os nay wafa nebhanay ka wada kiya tu tha
Phir yoon howa ka us ka irada badal giya
[/QUOTE]

nice

zabardast :)

nice