Oqabi Rooh...

Re: Oqabi Rooh…

:hinna:

Re: Oqabi Rooh...

yeh shair aj kal ky nujawano ky bary main nahi lgta.

Re: Oqabi Rooh...

woh isliye ki aaj kal ke naujawan aasmanoun mein already pahunch chukay hain....:) (....kidding)

Re: Oqabi Rooh...

Ji thek farmaya, pr wesay nahi jesay Iqbal ny chaha tha.

Re: Oqabi Rooh...

daur e Haazir ke bigRe huye musalmaanaan-e-nau_javaaN aise haiN k bas unheN dekh kar sharmaayeN yahood o nasaara!

Re: Oqabi Rooh…

phir ussey pura kerney ke siwa kuch nazer nahi ataa :sunnyboy:

Re: Oqabi Rooh…

aj kal k naujawan bht kam krty hain aisa or agr koi aisa krta hy to usy nazar mat lagao.:nahi:

Re: Oqabi Rooh...

jaisa ke ghanta pacage pe poore 59 miunte 59 second baat karna

Re: Oqabi Rooh…

Yeh kaam mukammal karny ky liya to wo sachy dil sy Bismillah katrty hain:hehe:

Re: Oqabi Rooh...

Aaj kal ke logon mein tou mujhey gidhh ki rooh dikhti hai:O

Re: Oqabi Rooh...

kiyun raat ko aajkal bano Qudsia ka novel 'Raja Gidh' to nahin padh ke sotin aap?

Re: Oqabi Rooh…

han phir uss ko panne ke liye sab jazboun se ariiii hu jatey hian :snooty:

Re: Oqabi Rooh...

Yeh insan masadkyaat per uter aaein tou kuttey bhi ban jaatey hain aur ullu bhi

Re: Oqabi Rooh…

Ullu barae farokht nahin :cobra:

Re: Oqabi Rooh...

Yeh tou mujhey kehna chahiye thaa coz ullu mjjhey jungle se mila thaa jissey mein ne qaid ket lia thaa

Re: Oqabi Rooh...

Karachi ke paas konsa jungle hai?