Re: Opinions: Rokay kee Rasam/Engagement
Jab haan ho jaty hai dono taraf say, toh shagun k tor par susraal walay larki/larkay ko paisay daytay hain. this is called rokay kee rasam. dadi/dada k zamanay mein iss rasam k baad larka/larki aik doosray say nahi mil saktay thay par ab mil saktay hain. Rokay kee rasam mangni say pahlay hoti hai.
Hopefully, I;ve explained it well.