Nahen Muhtarama yah buildings angraizoon k zamanay key nahin hain latest hain :cobra: waisey bhi Islamabad mein angraizoon key zamany key koi building nahen hay
Hamra Aitraz sirf yah hay kah 5 years poora kar kay KPK aor Peshawar Ko New York City keon nahin banaya?
Ronna dhoona sirf Punjab key 4 jagah par ?
Aor dosri baat Jitna nuqsan iss mulk ko parhay lihoon nay phunchaya hain un parhon nay nahin? Ab khud sochain mairey aor ap jaisey un parh kia bigar saktay hein mulk ka ? :sid:
Jee jawan nasal buhat kuch daikh rahi hey udher and Allah maaf karay aisay aisey clip manzar aam par aa rahay hein kah Allah bachay
Ager aik Oxford ka prha likha banda (sorry koi banda naraz mat ho) bazari language istamal kar sakta hay to pein un parh he acha