aap ki zaraa navaazii hai warna hum kahaan aur ghazal kahaaN..yun hi kosish kar late hain kabhee kabhee…log kabhee kabhee gham de jaate hain main oonhein lafzon mein dhaal kar apne pass rakh leta hoon..aap logon ka honsla afzaai milta hai to gham zara kam ho jaata hai..
waise aap ne bhii achha likha hai..
thanks once again for appriciating my ghazal
Re: Re: Re: oosne muR ke hi na dekha eik baar bhii...
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
Capricron jii,
aap ki zaraa navaazii hai warna hum kahaan aur ghazal kahaaN..yun hi kosish kar late hain kabhee kabhee...log kabhee kabhee gham de jaate hain main oonhein lafzon mein dhaal kar apne pass rakh leta hoon..aap logon ka honsla afzaai milta hai to gham zara kam ho jaata hai..
waise aap ne bhii achha likha hai..
thanks once again for appriciating my ghazal
[/QUOTE]
Re: Re: Re: Re: Re: oosne muR ke hi na dekha eik baar bhii...
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
ajii ye gham hi to hai..koi BOMB to nahin...gham mein bhii rahne ka aik azeeb hi lutf hain...
[/QUOTE]
Aap rahen bhira jee....hum to nikal aaye:)
Allah kabhee kisee ko gham na dikhae, aap ko bhee naheen..aur agar maza hee chakhana hai Allah mian ko to thora sa chakhae, buhat hee thora sa...Aameen.
Re: Re: Re: Re: Re: Re: oosne muR ke hi na dekha eik baar bhii...
[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *
Aap rahen bhira jee....hum to nikal aaye:)
Allah kabhee kisee ko gham na dikhae, aap ko bhee naheen..aur agar maza hee chakhana hai Allah mian ko to thora sa chakhae, buhat hee thora sa...Aameen.
[/QUOTE]
Capricorn jii, hum to bas etna jaante hain..
cheeze es gham se baDi
es zamaane mein nahiN
jo maza rone meiN hai
muskuraane meiN nahiN
kitne naadaaN haiN wo
gham se anjaan haiN jo
gham na hota agar
kya khushi kii thi kadar
gham to hai masiha dostoN
gham se bhii dava ka dostoN
kaam liya jaata hai