One of my all time fav :D

***

Marne ka tere gham main irad’a bhi nahi hai
Hai ishq magar itna ziyada bhi nahi hai

Hai yo-o ke ibara’at ke zuba’an aur hai koi
kaghaz meri taqeer ka sada bhi nahi hai

Kyu dekhtay rahtay hain sitaroo’n ke taraf hum
jub in se mulaqaat ka wada’a bhi nahi hai

Kiss mor’h pay lay aya hamay hijray masalsal
tahada’y nigha wasal ka wadha bhi nahi hai

Pathar ke tarha kyu sard hai ankh kisi ki
amjaad jo bicharne ka iradha bhi nahi hai

Shukar hai ka aap nay mara naam nahi liya.....

he he he .... khushi fahmee pata hai mujahay aap ko kahnay ke zaroorat nahi.... aab agar hansi aa rahee hai tu hans loo... mainay nak wasay he band kar lee hai....

:rolleyes:

naak bund karli hai kahi dum hi na nikal jaye :hoonh:

bohat khoob chando g Thnaks 4 sharing..:)

:nahnah: :hehe:

kia dum baqie tha abhi?

:rotfl:

Dum tu baki hai magar akhri sansain chal rahee hain… Nikamee aap he nakal doo koyee tu kam karo…

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Dum tu baki hai magar akhri sansain chal rahee hain..... Nikamee aap he nakal doo koyee tu kam karo....
[/QUOTE]

Nikami hai ** Izra'eel ** nahi..:p

:rotfl: :rotfl:

:rolleyes:

Re: One of my all time fav :D

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *

**
Kyu dekhtay rahtay hain sitaroo'n ke taraf hum
jub in se mulaqaat ka wada'a bhi nahi hai

Pathar ke tarha kyu sard hai ankh kisi ki
amjaad jo bicharne ka iradha bhi nahi hai
[/QUOTE]

*

Wah Masha Allah Chandoo jee, bohat khoob...
bus ab hum nay bho CHAND sitaaron ki taraf dekhna chor diya,
koi aas nahee koi aasra jo nahee... ;)

Thanks for sharing!!!! :)

umdah kavish hai chando sis

phir sare khail khilonoo ne munh phair liya
phir dil ko dukh ne ghair liye phir shaam huwe

:(

heheheh!!! naak tu nahee haan aankhoN per patti zaroor bandhi hui hai… :nono: :konfused:

Allah, tu sub ko apnay hifz o amman main rakhna… :rolleyes:

woww chandoo zaberdasttt :k:
:slight_smile:

Re: One of my all time fav :smiley:

wah very nice.. voh kya hai kay voh kay kya kehtay hain voh jo vohi jis ko uff kya hai ab to had ho gaie voh vohi haan vohi vohi samajh kion nahi rahi ok stop it ab mujhay ghusa a raha hai bola na stop it buss BUSS ok fine main ja

raha hoon phir

http://skins.hotbar.com/skins/mailskins/em/033102/033102kiss_1_prv.gif

:smiley:

Re: Re: One of my all time fav :smiley:

Salaam
Bhaee yeah kiyaa hai ??
kaheeN baqol e chacha :
bak raha hoon juooN main kiyaa kiyaa kuchh
kuchh na samjhay khuda karay koeee

ka amali muzahera to nahee?

Sham

good one :k:

Very Nice Chanda, aur why this one is your all time fav ;-)

hmmmm....nice