Re: one naan two kababs: what the hell?
**
aapkii baat bajaa hai magar aksar maiN ne mushaahidah kiyaa hai k yeh hamaarii zabaan se laa 'etinaaii yaa laa-parvaaii hotii hai. ham bol chaal meN aHtiyaat nahiiN barat te aur urdu daanoN ko aisaa maHsuus hotaa hai k zabaan tanazzuli kaa shikaar ho rahii hai aur yeh unke liye qaabil-e-aziiyat baat hotii hai. mere Khayaal se!**