once upen a time

when i was TUN :@:

hum waapis aagaye :mocking:

Re: once upen a time

:shikra: to hum gae he kab the?

Re: once upen a time

yeh chummi kisi aur ko dena

i know i m TUN , magar itna bhi nahi hoon :snooty:

:aq: yeh hamara andaaz-e-guftugu hai

aap nashay main hain isi liye ghalt sochtay hain:o

aap hum se aisi guft-o-shaneed mat karay

aur hum TUN hone k baad kabhi galat nahi soochtay

Jao hamaray leye **LASSI ke 2 pack **bana kar lao :yummy:

:snooty: baadshah yeh kaam kaneezon say karvatay hain

:o Kaneezz!! hazir ho

aur ghalt baat aap ne shuro ke:snooty:

main nai koi galat baat shoro nahi ke Na-ma-Kool :hoonh:

jao apni kaneez ko kaho hamaray leye LASSI ke 2 PACK banaye

filhaal TakhliyaaN :desimunda:

aap shayed bhool rahe hain ke badshah hum hain aap nahi:aq:

aur lassi ghareeb logon ka mashroob hai, hum khalis angoor ka ras pasand kartay hain

hum kuch nahi bhooltai

jo kaha gaya hai us par amal keya jaye

nahi to tumhari TIND karwa kar us par ANGOOR ka darakht lagwaye ge

Lassi ke 2 PINT foran paish keye jaye

akha… ab aya na oont pahaar kay neechay :smiley:

nehlay pay dehla bhi aa gaya… ab baadshah salamat ka kaya bany ga :smiley:

wohi banay jo AKBAR nai anarkali ka banwaya tha MAQBARA

apki tareef :aq:

Re: once upen a time

tareef us khuda ki jis nai hamain banaya

kiu , aap ko koi takleeef

LOL

:aq: aap waqai nashay main hai nahi to badshah say is lehjay main kabhi guftugo na kartay:snooty:

Sipahiyo is ko le ja ke lassi ke kunwain main phaink do .saaath main ek majh bhi pahinkna takeh inki lassi main koi kami waqeh na

yeh bhi to janein shahi lassi ka zaikah:shikra:

ofcoz when stranger adds u n ur friends list u atlest wanna know who they r … :snooty:

Subah subah tun ho gya kambakht.

Re: once upen a time

wapis kahan sai ai? :s

shukriya

hamain 3 kaneezain bhi paish ke jaye

un ke naam yeh hain

1: Janu Jia

2: Kalli billi

3: MKD

p.s. TakhliyaaaN

aap ko hamain add (jamah) karna paray ga , nahi to hum bura maan jaye ge.

LASSI subah subah he pe jati hai.

apne LASSI BAR se

Re: once upen a time

oh then ur nick should have been lassi PK tunn :P