Itni sakht boriyat hay kay Mera dil kar raha hay kisi ka Sar phaar do
Chalo apna apna sir aagay karo
tu phelay kis ka pharoo???
Itni sakht boriyat hay kay Mera dil kar raha hay kisi ka Sar phaar do
Chalo apna apna sir aagay karo
tu phelay kis ka pharoo???
Re: Oho kia boriyat hay....
sheeshay ke agay ja kar dekh lo ..jis ka sar bhi nazar ay usay hathoray se phor dalna.....
shukriya..
barbie
Re: Oho kia boriyat hay....
Mein bhee bore ho raha hoon
Re: Oho kia boriyat hay…
Tu aaj ghar tu aa na zara, tujh ko shesha dikha kay sir phooron gi ![]()
Re: Oho kia boriyat hay....
shaam k baad jiss ka bhe sir milay.... ;)
samjh gaye na what i mean to say... :D
Re: Oho kia boriyat hay…
Kun ji aap kay koon say baag ujaray hain main nay … kon say janmoo ka badla lena hay tum nay???(faeda kuch nai ho ga)
Re: Oho kia boriyat hay…
apna phaarna hota tu thread khaam khaa hi kholti, tumharai baari say start karti hon chalo sir do mujhya
Re: Oho kia boriyat hay…
Chalo Sajnaaaa jahaan tak Hawa chalay (jaldi say aao par khanay par kharcha tumhari taraf say ho ga theek
)
Re: Oho kia boriyat hay…
Yeh to Sada ka Bore hai
![]()
Re: Oho kia boriyat hay…
main ghar par nahi office main hon or gaari nahi hay, khud ki gaari ho hawa lagwa lia karo kabhi
Re: Oho kia boriyat hay…
Chalo aaj kay dinner par tum bhi aa jao par kharcha apna apna acha
Re: Oho kia boriyat hay…
meri ami hon gi na tumhari Dum par paaon rakhnay kay lie sath
Re: Oho kia boriyat hay…
koi nai, khud aa jao, aray badnaseeb mere say tu sir pharwanay ko rahon main , kia samjhay