off topic

Rangon main dhorrtay howay lahoo ki qasam
haq hay dilon par tala dalnay walay ki qasam
jo ho zara narmi ghoroor say utthay sir walon par
jahan jala dain, besaton asman utthanay walay ki qasam

:frowning:

hhmmm.....maza nahi aya :p

[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *
hhmmm.....maza nahi aya :p
[/QUOTE]

sahi kaha :p

zabardast:k:

[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *
hhmmm.....maza nahi aya :p
[/QUOTE]

Sazish yeh Gulab ki phool nahi hay jo mohabat bhula dain .. aap zara jain na Allah mian ... phir hum kahain gay, Maza aaya .. Pata chala?

Allah aap ko ‘Nafs e mutmayna’ main say rahay