Re: Of ‘Draaing rooms’, ‘Forms’ and ‘Dabbal roTis’.
Achcha ji, ghalat Urdu ki baat kar laitay hain.
Name of cities are pronouns, hence singular. It's Thatta, Quetta and Sargodha people (especially you Jahil newscasters), not Thattay, Quettay and Sargodhay.
It's not 'aaj Sargodhay ka mosam kharaab hai'. It's 'aaj Sargodha ka mosam kharaab hai'. Ulloo loug.
news caster aisa kahain to ghalat hai
haan aam loog agar keh dain to masla nahi ..punjaab main musatqil punjaabi bolnay walay log her alif ya haa per khatam honay walay shehar kay naam kay agay baree yay lagatay hain
baaz oqaat hamare zabaan hamaray irdgird raaij alfaaz sun sun ker wohee bolnay lagtee hai ..halankay hum jantay hain k us ka tallafuz kuch or hai
phir her koi kitaboon say ya ustaadoon say perh ker nahi seekha hota ..yehe irdgird bolay jaanay walay alfazoon ko sun ker ada kerta hay ..aysay main us ka lehja or talllafuz apna rehta hai ...to woh lafz qadray badal jaata hai
khair... topic bhi to chalaana hai is ley carry on !

TLK Bro, Sargodhge, ThaTThe, Quette, Kolkatte, PaTne are NOT plurals.

topic chalanay kay liye alfazoon kay qabeelay kay chand aur afraad:
Re: Of ‘Draaing rooms’, ‘Forms’ and ‘Dabbal roTis’.
I thought that kelaa, kharbooza are singular, and kelay and kharboozay are plural, same way patne, quette should be
I think PG was right that in languages like Punjabi, Sindhi, Balochi people say Sargodhe, Thatte, Quette while referring or saying they are going to that city.
Re: Of ‘Draaing rooms’, ‘Forms’ and ‘Dabbal roTis’.
baaz oqaat hamare zabaan hamaray irdgird raaij alfaaz sun sun ker wohee bolnay lagtee hai ..halankay hum jantay hain k us ka tallafuz kuch or hai
or baaz uqat hum word ka meaning he change kar dety hain jaisy k when we go for grocery or shopping we always call shopping bag a shopper 'uncle isy shopper me dal dain' so you are right k hum alfaaz sun sun kar wohe bolny lagty hain.