Obama

US mein ek bachcha sara din khelta raha, Shaam ko uska baap bola
“Bewaqoof ! Tujhe pata hai jab President Obama teri umar ke the to sara din ghar nein padte rahte the”
" Aur papa jab wo aap ki umar ke ho gaye to US ke president ban gaye" bachcha bola.

Re: Obama

:D