*Tu, dil ki khushi dil ki pyaas tu
Mere tan mein meri saans tu
Kami thi jo mujh mein vohi to mohabbat hai tu
Zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu
Dil ki khushi dil ki pyaas tu
Mere tan mein meri saans tu
Kami thi jo mujh mein vohi to mohabbat hai tu
Zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu
*
^yep, that’s probably why I was brought into this world :roman:
**Nahi rakhta dil may kuch (Lucky Ali) **
Nahi rakhta dil may kuch rakhta hun zuban par
Samjhay na apne bhi kabhi
Kah nahi sakta may kya sahta hun chhupa kar
Ik aisi aadat hay meri
Sabhi to hay jinse milta hu
Sahi jo hay unse kahta hu jo samajhata hu
Mainay dekha nahi rang dil aaya hay sirf ada par
Ik aisi chahat hay hay meri
Baharon ke ghere se laya may dil saja kar
Ik aisi sohbat hay meri
Sayen may chhaye rahta hu
Aankhen bichhaye rahta hu jinse milta hu
Kitno ko dekha hay humnay yahan
Kuch seekha hay humnay unsay naya
Pahle fursat thhi ab hasrat hay sama kar
Ik aisi uljhan hay meri
Khud chalke rukta hun jahan jis jagah par
Ik aisi sarhad hay meri
Kahne say bhi main darta hun
Apno ki dhun main rahta hun kar kya sakta hun
De sakta hun may thhora pyar yahan par
Jithni haisiyat hay maeri
Rah jaoon sabke dil may dil ko basa kar
Ik aisi niyat hay meri
Ho jaye tho bhi razi hun
Kho jaoon tho may baki hun yun samajhata hun
Rastay na badlay na badala jahan
Phir kyon badaltay kadam hay yahan