O my Crass desi men

bibi yea nawak aNdazi cHoroo :slight_smile: kyun mere urdu ka Napa sHoRbaa or Ginii BotiYan karne pe tuli hovi hoo :slight_smile:

NaseeBon k baaliYa, paka’ii kheeR hoo gaya daliya wala mamlaa nam karoo …

tum khoob janay ho k kay lafz lika hai mein ne

NamuDaR .. farsi ka Lafz ..mathlab is ka zahirr hona yea aaYan hona hai :slight_smile:

janta hooN tumhari urdu achi hai ab zaida **Namudiya pan **na karoo :smilestar: