Bibi … meiin ne bee ARRiza likhna chaha tah … jo k arabi ka lafz hai or muzakar hai
dukh , beemari or marz k zumRay mein istaymaal hotah hai …
jama k istmaal mein aw’wariz ho jata hai ![]()
mein samj raha hooN k ap ka ishaRa ray k nechay walay mosoof ki taraf hai ..
wayse urdu muhvaray mein Arriz hona … namudar honay k mutaradif hai … is ki roo se app ki baat manaY laytah hooN ![]()