Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Badtameeeez
apnay say barray flooder par haath uthatay ho …![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Badtameeeez
apnay say barray flooder par haath uthatay ho …![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
haan aa ke khud dekh laina idher ke halaat ziyada behtar hai
PK - khabardar meray balti walay ko kuch kaha ![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Oh moaf kerna Guru jee, ye bailon waley kaam khawatin key hotey hain tum kio ker rahey hoo
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
^Ja Bachcha maaf kiya … aajkal kay haalat main is
say guzara kar rahay hain warna tou ![]()
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
^ Oh tery kheyr hoo KC tu to barha daku nikla
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Aap ka balti wala … yeh kab…kaisay…kahan aur kiyun hovaa ..tafseel batai jaey :aq:
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Yeh wohi balti wala hai jo bachpan main meri galli main **baalti lay lo **Ki sada lagaya karta tha
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
KC kon hay ???i am P^K bolay tou Precious^Khan ![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Theek hay…ab yeh yahan baltiyaan baichnay aaya hay ![]()
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
woh to sirf bahana tha main to bus tumhey bohat zoor sey shermaing
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
itnay saaray u can die easily
![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
tum P K koi itna pi tey hoo, woh bhi din key waqt sharam kero
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
^
*Shayad abhi pohanchi na ho bab e qabool tak
Saqi thorri sii aur pila kah tauba safar main hay *:D
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
nahin ab variety daal li hai items main, ab lotay bhi baichta hai ![]()
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Oho, sharmanay sharmanay main hi time nikal diya aur late ho gaey
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
EEmmmyyyyy ![]()
![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
^-- Khaaanaaa ![]()
khush ![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Tabhi kahoon Pakistan main lottay mahangay kiyun ho gaey ![]()
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
nahiiiiiiiiiiiiii nahiiiiiiiiiii, assa nahi ho sakta, mujh per ye zulm met kero doctor