Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
OMG - thanks ![]()
Baltiwalay - aap ke paas kia tail ki baaltiyan hain? ![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
OMG - thanks ![]()
Baltiwalay - aap ke paas kia tail ki baaltiyan hain? ![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Agar tail ki baattiyan hoti to main yaha goroo key mulk main kia kerta bibi apney ghar ja ker mazzay na kerta:bummer:
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
sarson ke tail se kon mazay kar sakta hai?
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Oh bibi main dubai key tail key konwoo ki baat ker raha tha, app baat ko kaha ley ja rahi hain:)
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
:D Dubai walay apnay koon'n ko haath laganay dain to ham bhi shayad do chaar cup bhar ke aish kar lain
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
![]()
Beta kesa hai aaj kal?![]()
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
barhey kharab loog hain, kher wesey main such raha tha key dubai kharid loo aap ka kia khayal hain:)
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
le sab idher bhete hein mei aur siddo eveyn bore ho rahe hein..
sadaf
kesi ko meri jaan ![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
I like lil lil kids
they r so tasty
![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Yeah jaan kay toutou’n ki list hay is liay yahan humara naam naheen …Ok …Shayad humara naam Jigar kay toutou’n wali list main ho ![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
^ TUM…![]()
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Ur angel -
Kaisi ho? main theek hoon
OMG - Allah ka shukar hai, beta fit fat hai
Baltiwalay - Dubai na aana yeh aik dhoka hai…
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Baltiwalay - Dubai na aana yeh aik dhoka hai...
Sadaf really, main kafi denoo sey dubai main settle honey key barey main soch raha tha, kia dhoka hain
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Aap nay Hum say kuch farmaya ???
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Bus yaar, traffic itni hai ke kuch na poocho... :(
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
traffic to yaha amsterdam main bhi bohat hoti hain, lekin hum jessey logoo key kia problems hain, I would like to know little bit more
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
sadaf…^Kahan par ???
Baaltiiiiiiiiii…
kiya haal hain ??
Re: O’ Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
pora thread perhoo:smilestar:
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Bus waisay to life achi hai, but there are a few problems like increasing traffic and aasman ko choonay walay houserents
its nearly impossible for a normal person to live with his family, unless the accomodation is provided by the company.. ya baal bacha ghar bhaijo
Re: O' Meri Jaan kay Toutouuuuuuu
Thanks sadooooo for your kind information, main said december main dubai aa ga phir theek say dekh dakh ker decide kero ga, again thanks
chai pio gi
KC : pan ka kia howa