Numa

Re: Numa

tumhari dum pay paon kis nay rakh dia?

Re: Numa

^
Kee meraY qatl kaY ba’ad uss naY jaffa saY tauba
Haaye! uss zood-e-pashemaN ka pashemaN hona :bummer:

Re: Numa

sheeshay kay gharon mai daikho tau
pathar dil walay bastay hain...........

Re: Numa

sheesha ho yaa dil ho
tooT jaataa hai ........

Re: Numa

khilona jaan kar tum tau
mera dil torr jatay ho........

Re: Numa

mujhaY saath bachoN kaY choR kar akela
Khud mekaY chalay jaataY ho :( ........

Re: Numa

^ topic closed.

Re: Numa

yeh kaun duum dabaa kar bhaagaa :p ?

Re: Numa

Array bhai...
meri gharri mai raat kay sarrhay teen ho chukay hain.

Aapki b'ji mai kia gharra hai??

Re: Numa

meri b’ji maiN kirkit dharaa hai:halo:

kal raat maiN aik phislee saY seeRha tau dooor tukk seeRhta chalaa gayaa :teary2:

Re: Numa

Kuch toota tau nahi...??
phisli ka??

Re: Numa

tum loog raat kay SaaRhaay Teen bajay tak mahaVraa Bazi main lagay rahay :eek:

Ya Allah tairaa buhat shukar hay kay tu nay mujhay aik Normal Insaan banayaa :cool:

Re: Numa

dil k behalnay ko ghalib ye khayal acha hai…

Re: Numa

Allah sub kuch banaaYe, PaiNDoo naa banaYe :halo:

Re: Numa

James uncle paindu hain??? :eek:

Re: Numa

Am I PainDoo ?? — how cute :queen:

Re: Numa

^^ mujhe yaqeen nahin hai :hula:

Re: Numa

BEing Paindu = Cute???

Re: Numa

^
[mouse]He likes to be a PaiNDoo![/mouse]

Re: Numa

^definition???