Numa

Re: Numa

jiss ghar maiN beri ho, wahaaN pathar tau aataY hee haiN naa <:blush:>

Re: Numa

wat i have to show dat m old enuff:hoonh:

Re: Numa

:rotfl:
reshma jawan ho gaye..

Re: Numa

wait another 10 years.

Re: Numa

aur maiN nay metric pass kar liya :halo:

Re: Numa

goin back to match warna mai…:mad:

Re: Numa

JL
you are shooo cute.

AQ
pewasta reh shajar say umeed-e-bahar rakh

Re: Numa

thankoooo:snooty:
.
.
.
.
u 2:hug:

Re: Numa

bahar begum naa maaneeN tau :frowning: ?

Re: Numa

chal ha’t. :blush:

Re: Numa

dobtay ko tinkay ka sahara bhi kafi hai

Re: Numa

tinka naa milaa tau bhens kaY aagaY bhee been bajaa looN gaa;)

Re: Numa

^:rotfl:…

zarorat ijad ki ma hai

Re: Numa

^
aur tajurba baap :cool:
aap jootiyoN maiN daal baTwaa kar rehnaa :bummer:

Re: Numa

^girtay hain shehsawar hi maidan-e-jang mai

Re: Numa

^
woh tifl kiya laRaiN geY jo ghuTnoN kay ba’l chalaiN :mocking: :hehe:

Re: Numa

^dant kyon nikal rahay ho??

Re: Numa

Bander kiyaa jaanay Adrak kaa mazaah :smiley:

Re: Numa

^sanp chala gaya ab lakeer peetnay say kia faida?

Re: Numa

^
iss liye kaY Haathi guzar gayaa, duum reh gaYee ;)