!!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)


FREE to huN magar raat ke 12:28 baj chuke haiN...koi kaam ho to Hukm kijiye :D

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

app say baat karnay ka mood hai. kahin to skype par baat hojaye.

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)


aaawwww...Theek hai...aap Banaras chali jaaiye...maiN ne GhaseeTaa Raam ko fone kar diyaa hai...bas jaa kar le leN :D

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)


Skype to hai nahiiN mere paas...:( ab kia karuuN? :(

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

ab yeh banars kon hai

ek banars ko me janti mera dooor paar ka rishtadaar

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

gs chat ?

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

deer kon si lagti hai download kar lo skype

bachy ka dil mut toro

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)


Banaras India kaa shahr hai jo paan ke liye mashhoor hai...Banarasii paan :)

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)


ham log chatroom men baat kar rahe haiN...GS ke chatroom meN...aap bhii aa jaaiye :D

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

apan ko nahin kana banars phir

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

me falooda chahiye ..