!!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

aur wo usi waqt u se bt kr lega :omg:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

:smack2: tou baat se kya kerna hai

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

jb bt krlega to bt se bt niklegi na :fatee:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

:no: mai itni baatoni nai hoo :blush:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

ye us ka kaam hai bt se bt nikalna :omg:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

:frusty:
i khamoshi ikhtiyar ker longi:hoonh:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

wo khamoshi se batein krlega :cb:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

sleeeeppppppppppppppppppppppppppppppppp:sleep:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

paan wala aap kaha hay

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

main aaaaaa gaaaayyyeeee :yahoo::yahoo::yahoo:
kahan hain sab? :slight_smile:
aaa be jaoooo :smiley:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

no ones here…
so ham be jaa rahai hain…
jaldi aana ok and lemme know when you are all here…
just psych.connection say ok…
main bhagtee bhagtee aon gee :smiley:
take care and see y all. :yahoo:

AH :slight_smile:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

FASANTI

aa tery ko main bhang wala paan doon:D

khany keh bad tery ko sub nazar aa jain ge kasum sy

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

khai ke paan banaaras waalaa
khul jaaye band 'akal kaa taalaa
phir to aiisaa kare dhamaal
seedhii kar de sab kii chaal
maiN chhoraa ganga kinaare waalaa :)

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN... (a.k.a. PWD)

ek bat meri samjh main nahin aai looog pan muah main daal kar thukty kiun hain... juice kiun nahin peeety paan ka

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

agar peek pee leNge to unke Khoon men mil kar unke Khoon kaa type PAN+ ho jaayegaa :smiley: Khoon aurt peek meN phir kia farq rah jaayegaa? :cb:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

tamam pan khany walon kay liye aik nasihat. :@:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

Kkf bhai apan ka na jany kiun aj issi waqat 4 ya 5 paan akhaty muah main daal kar gs per …plz la do na paan

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

**yeh leN paan kii gilauriyaaN :slight_smile: paan kaa beeRaa bhii hotaa hai aur aksar log kahte haiN k meraa to aap ne beRaa Gharq kar diyaa magar yeh beRaa hai, beeRaa nahiiN :slight_smile: yeh leN:

**
paan

paan kaa beeRaa

pan ki gilariyaaN


Restored attachments:

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

fakhta bhai free hain app iss wqat?

Re: !!!now open: PaaN WaaN ki DukaaN… (a.k.a. PWD)

iss masoom jaan ko kismushkil main daal dia koi ek do na itny sary type keh nahin

apan ny aj tak paan nahin kahia meri masoom si khawish