Now i think it is my trun to leave

Something is wrong here…

Re: Kiya hoo raha hai

:confused:

.

i dont know what to do i am hurt...............

:(

hain hain tum kahan jaa rahae ho:eek:
aaj kal har koi jata hai per boht jald loot ata hai:)feslae pakae nahi hain:(
tumhein kis ne hurt kia hai:(
aur tum mujhe kis trha chor saktae ho:smash:

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
i dont know what to do i am hurt...............

:(
[/QUOTE]

I think I am more hurt........ I think I should be the one to go........Why is azad sb so rude to me dilsay ??? where did I went wrong.........

:rolleyes: :wave:

Re: Kiya hoo raha hai

Yaar dilsay aghar uss nay Bhai keh dia hay to koi kia karay :confused:

array nahi aadhoori :hug: aap ki waja say to ronaq hay

Hum kahan jaa saktay
Hain sari duniya choor kar
Tu yahan aya thay
Abb yahan say kahan jain
Ya faisla hoo jaya to paka
Fasila behi hoo he jaya ga...

Main kisi ko choor kar nahi jaa raha… yahan sub kuch choor kar aya tha…

[QUOTE]
*Originally posted by aadhoorighazal: *

I think I am more hurt........ I think I should be the one to go........Why is azad sb so rude to me dilsay ??? where did I went wrong.........
[/QUOTE]

I dont know why Azad is rude... he is like that to every one... aur agar aap gayee na tu phir dekh leena.... ka yahan kiya hoota hai....

bee happy kuch nahi hoo ga... hum sub mil kar Azad kay pechay behi tu par saktay hain... :)

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

I dont know why Azad is rude... he is like that to every one... aur agar aap gayee na tu phir dekh leena.... ka yahan kiya hoota hai....

bee happy kuch nahi hoo ga... hum sub mil kar Azad ** kay pechay behi tu par saktay hain... :) **
[/QUOTE]

Dilsay aap Peshawar say to nahi ho???

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

Dilsay aap Peshawar say to nahi ho???
[/QUOTE]

Hum mil kar behi aap ka kuch nahi kar saktay.... Aaap ko tu Allah he poochay ga....

Hmmm ye yehan kiya horaha hai
aur Dilsay kahan jarahay hoo betho yahan araam sey

:smash: kisi ko kahin janay ki zaroorat nahi!
KHABARDAR JO KAHIN GAYE!

waisay dilsay ji kisnay tang kia hai aap ko naam batayee:2guns:

Yaar baas koyee kisi aur ko tang kar raha tha darmiyan main main aa giya…

Main nahi jaaoon ga agar app Wada karo ka aap posting main itna gap nahi doo gee…

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Yaar baas koyee kisi aur ko tang kar raha tha darmiyan main main aa giya...

Main nahi jaaoon ga agar app Wada karo ka aap posting main itna gap nahi doo gee....
[/QUOTE]

dilsay ji posting main gap kabhi kabar ajata hai ab dekhiye na aur bhi kaam hain zamanay main posting k siwa
well ok boss as u said ! i will try!

aur aap darmiyaan main agaye tu side per hojana tha na ;)

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

dilsay ji posting main gap kabhi kabar ajata hai ab dekhiye na aur bhi kaam hain zamanay main posting k siwa
well ok boss as u said ! i will try!

aur aap darmiyaan main agaye tu side per hojana tha na ;)
[/QUOTE]

Main side par he hoo raha tha... magar aap jasay logo nay kaha

KHABARDAR JO KAHEEN GAYA... na idahar ka na udahar ka...

:)

Re: Kiya hoo raha hai

:crying:

Ruk ja ay janay walay!!!

WHYYYYYY???????//

aisa kya ho gaya.....

dont leave us Dilsay!! :( plzzzzzz