Noshi Gilani - "Khawab" and "Asmaan se pehli baat"

*Khawab

**magar
khawab____
khawab to khawab hotay hian
mairay shaahoor ke ankhoon nay
jab daikhna sikha to khawab nahi daikhay
khawab daikhnay ke khawahish
ayr
us k azab daikhay


Asmaaa say pehli baat

*Mula __ tuj say aaj ke shab
bas aik dua hay __ aik dua
bay-shak meri ankhoo ke qandil na qaiem rakhna
liken is k khawab ka roshan diya salamat rakhna

Re: Noshi Gilani - “Khawab” and “Asmaan se pehli baat”

Bohat khoob IS :):k:

Re: Noshi Gilani - "Khawab" and "Asmaan se pehli baat"

Thanks Amal Bhai :-)

Re: Noshi Gilani - "Khawab" and "Asmaan se pehli baat"

Beautiful selection :)

Re: Noshi Gilani - “Khawab” and “Asmaan se pehli baat”

IS nice :k:

Re: Noshi Gilani - "Khawab" and "Asmaan se pehli baat"

Thanks both of you :-)

Re: Noshi Gilani - "Khawab" and "Asmaan se pehli baat"

your welcome

Re: Noshi Gilani - “Khawab” and “Asmaan se pehli baat”

:=)

agr khawab wali poem ka compete version parhna hay tu
http://www.paklinks.com/gs/intikhaab/480291-timepaas-69.html#post8038541