Ek admi ne ek nokar rakha aur ussey kaam batatey hoe kaha:
Dekho..! Ghar ki safai karna, Khana banana, teen waqat ki chai banana, bayar se soda salf lana, bartan dhona, Ghoorhey (Horse) ki malish karna, raat ko mere paon daba aur ghar ke deegar chotey motey kaam bhi karna hon ghey.
Nokar ne poocha: Hazoor ghar ke qareeb koi maidan hai?
Malik ne kaha: Woh kis liyae?
Nokar: Janab mujhey kafi fursat ho ghi, farigh waqat main einteen (Bricks) bhi laga liya karon gha.
us ko itney sarey kaam keh diyae hain jo keh shayed sara din main poorey bhi nah hon aur agar ho jaen ghey to nokar bahut thak jae gha aur es liyae us ne tanziyah kaha hai keh agar pass koi paidan hai to jo farigh waqat miley gha us main eintain bhi laga lon gha.
bareh dimaagh chale huwe aaj kal naukar ke…instead of doing more house work in his spare time he wants to lay bricks..tut tut..pata nahi kya zamaane hai..