Re: No U-Turn this time , PTI tendering resign befor 14 August ,
sab kay liye maswi haqooq.. iss ziydah main aur kuch nahi kahon ga…
Punjab ki aik wazah aksarit ka perception sirf media say hi hia.. kay MQM aik maafia hia.. iss liye debate hameesha unki anxiety ban jaati hia.. jab main mudalil andaz main sab ilzamat ka jawab deta hon… siwye accusation kay kuch nahi bachta…
jab tak khabar kay mutabadil zarye nahi hongy… opinion kisi netural jagah say na aye…fact ko tasleem na kiya jaye… tasub ki aink ko nahi phenka jaye… uss waqt tak koi bhi debate meaningful nahi hosakti hia…