Re: No U-Turn this time , PTI tendering resign befor 14 August ,
unka context woh nahi jo app samjh rahay hian… establishment ki karachi dushmani kay nateejay main MQM marz e wajood main aye…
MQM … kay ziydah tar log Jamat say inhiraf karkay aye… uss zamany kay achi soch rakhnay walon nay iski bunyad rakhi hai…
chakar yeh hai… MQM wahid jamat hia jisny establishment say muq muqa nahi kiay… moujoda MQM bilashuba establishment ki goud main bheti hoye hia… aur iska nateeja…yeh 2018 kay election main dekh bhi lia gi…
iss tarah say to bhutto bhi product of Army hai.. kionkay unhon nay Ayuob Khan ky goud main beth kar siyasat shru ki… aur phir awami leader ban gaye…