Re: No U-Turn this time , PTI tendering resign befor 14 August ,
Siyasat main man baap aur beta kuch nahi hota… phir yeh to khursheed shah hia… back door kiya chal raha ho.. kuch pata nahi… wesay bhi Zardari say barth paye ka siyasatdan mainay moujoda sadi main nahi dekha… uskiay muqam tak pohanchna mushkil hi nahi na mumkin hia… PPP should feel pride that Zardari ki misal ainda anay walay dinon main political science main di jain gi…