kampany kay maali haalat kuch achhay nahi hain
Ma’AaShee abtari aur bad’haali ki wajah say iss saal tankhwa main izafaa nahi hoga, aur bonus ka bhi kuch pata nahi :hinna:
naukri chalti rahay - woo bhi ghaneemat hay
main tu bonus kay aasray pay pata nahi kya kya ayashi kar chuka hooN
damn boxing day
Re: no cookie this year
you do realize 2 days after the boxing day there are the same prices for every item…
Except for the board game that I really want to buy. That price stay the same…Damn you Game Workshop
SheeN
January 17, 2009, 6:50am
3
Re: no cookie this year
aap fikar nah karain JB i have lots of cooking ,kon si chahiyai choclate chip:@:
kampany kay maali haalat kuch achhay nahi hain
Ma’AaShee abtari aur bad’haali ki wajah say iss saal tankhwa main izafaa nahi hoga, aur bonus ka bhi kuch pata nahi :hinna:
naukri chalti rahay - woo bhi ghaneemat hay
main tu bonus kay aasray pay pata nahi kya kya ayashi kar chuka hooN
damn boxing day
Very simple return it back.
Pehlay chadar to aa lenay detay phir paaon pehlatay.
Pehlay paon phela lia ub paon nanga to ho ga.
Re: no cookie this year
Isi liaay kahtay hain pehlay socho phir bolo.....sorry
Pehlay paisay jama karo phir cheezain kharido.
Un cheezon kay baghair bhi to zinda hi thay na thora intezar kar liaay hota paisay jama ho jaanay ka.
Khumar
January 17, 2009, 4:51pm
6
Re: no cookie this year
isi liye kehtay hain, boxing day par shopping nahin karni chahiye. boxing week main karni chahiye
K337
January 17, 2009, 9:04pm
8
Re: no cookie this year
aww Allah miyan dene wale hai .aap dua karo:@: chappar phar ke dein ge
Re: no cookie this year
Wah ray K kia baat ki hai heeray jaisi.
Re: no cookie this year
Suna Sunaya
Dayna wala jab bhi dayta,dayta Chappar phaar kay:D
ATA
January 18, 2009, 4:16am
12
Re: no cookie this year
Topi ka sahi istemaal karo subway main, moaashi haalat jaldi theek hojaingay :-p
Re: no cookie this year
bank walay mairay peechay paRaay huay hain
James bhai udhar lay lo
James bhai udhar lay lo
abay kyon lay looN
zaroorat nahi hay abhi
Re: no cookie this year
laikin udhar mohabbat ki qainchee hay
SheeN
January 18, 2009, 6:40am
15
Re: no cookie this year
i have also read AAP BOHAT ACHAI HAIN UDHAAR ACHAA NAHI:)
Re: no cookie this year
same here, I am not treating myself with a cookie this year… :hinna:
Bank walon say kahain baghair interest ka udhar day do wo khud peechay parna chor dain gay. That’s what I did to them.
Topi ka sahi istemaal karo subway main, moaashi haalat jaldi theek hojaingay :-p
LOL