Nishanyaan.....

http://www.ranjish.com/wp-content/uploads/2015/04/bicharrketujhse.jpg

Re: Nishanyaan…

Nishaniyan bank mein rakhwa dein kahin kho na jayein.

Re: Nishanyaan…

gumtay to insaan hain Cheezain thori na apnay aap kahi jaty…

Re: Nishanyaan…

nishanian na houti…
to phir b yadyn kafi houti ..
Hai na

Re: Nishanyaan…

Yaadain b to nishaniyaaan e hoti hain… na khonay ka dar na gumnay ka na e churaaaay janay ka…

Re: Nishanyaan…

Yaadain b to nishaniyaaan e hoti hain… na khonay ka dar na gumnay ka na e churaaaay janay ka…

Re: Nishanyaan…

hmmmmmmmmmmm
bilkul sai..kaha