Yeh Shab e Firaaq *Yeh Babybasi*
Hain Qadam Qadam Pay Udasiyaa'n
Mayra Saath Koi Na Day SakaMayri Hasratai'n Howee'n Dhuwaa'n Dhuwaa'nMain Tarrap Tarrap K Jiyoo'n Tou KiyaMayray Khwaab Mujh Say Bicharr Ga'eyMain Udaas Ghar Ki Sada SaheeMujhay Day Na Koi Tasal'liyaa'n
Yeh Fizaa Jo Gard o Ghubaar HayMayri Baybasi Ka Mazar HayMain Woh Phool Hoon Jo Na Khil SakaMayri Zindagi Main Wafa Kahaa'nChali Dard Ki Aisee Aandhiyaa'n
Mayray Dil Ki Basti Ujarr Ga'eeYeh Jo Raakh See Hay Bujhi BujhiHan Is Main Mayri Nishaniyaa'n
========================
**
bahooot Khoob intiKhaab rahaa aapkaa. kahiiN kahiiN kitaabat kii aGhlaat sarzad huii haiN...nazr-e-saanii farmaa kar tasHeeH kar leN to ain navaazish hogii. is nazm ko ab jaise maiN ne format kiyaa hai vaise likhiye to behtar rahegaa. har kalaam kaa apnaa ek format hotaa hai jisse paRhnewaalaa saHeeH ta'assur letaa hai.

shaa'ir kaa naam agar likh dete to bahtar hotaa
Ainda Koshish karaingey hazrat...is Baar darguzar farma'eay :~)
v nice khan,aik aik word mai tshnagi hai.
Thanx Shazia :~)