hi,
there r some nice sher for everyone:)hope u’ll like it
tumhrae ghum ke siwa aur bhi to ghum hain mujhe
nejaat jin se mein aik lakhat paa sakta nahin
yeh ghum bhut hai mere zindagee barbad karna ko
udaas reh ke mere dil ko aur ranj na do:teary3:
to kisi aur ke daman ke klee ha lakin
mere ratein tere khusboo se mahktee hain:flower2:
hoaa he kia jo zamanee ne tum ko door kia mujh se
yahan pe kon hoya hi kisi ka,sochoo to sahee!
pathar mujhee kehta hain mujhe chahne wala:teary3:
mein moam hoon aus ne mujhe khabhi choh kar nahin dekha
Aankhain !!!
Pyaroon ki yaad dilaatee hain aankhain aaans'oo se
Dil ko phir rulaati hain aankhain aaans'oo se
Yaad karta hoon jab guzre lamhoon ke pal
Mujh ko sabar dilaatee hain aankhain aaans'oo se
Dard uth'ta hai jab yaadoon ke zakham se
Marham phir lagaati hain aankhain aaans'oo se
Jab dil tarapta hai, machalta hai, kisi ki yaad mein
Dil ko phir behlaati hain aankhain aaans'oo se
Jab yadoon ki aag se tan man jalta hai
Tau aag bhujaati hain aankhain aaans'oo se
Yaadoon se aasheyaanay banaata hoon mein
Magar sajaati hain is ko aankhain aaans'oo se
Sabaq zindagi ka seekhna hai tu aankhoon se seekh
Ke Saahil, hamesha muskhuraati hain aankhain aaans'oo se
very nice:k:arif thanks a lot:)