Nia jee app kay lia

**

Tumhary khat main “Nia” ikk salam kiss kaa tha
Na tha raqeeb tu akhir woh naam kiss kaa tha
Raha naa dil main woh Bay-Dard aur dard raha
Muqeem koon howa hay muqaam kiss kaa tha
Wafa karin gay nibahain gay baat manny gay
Tumy bi yaad hay kuch yeah kalam kiss kaa tha
Guzar gia woh zamana kahoon tu kiss say kahoon
Kyaal dil ko mery sub-hu-sham kiss kaa tha
Tumhary khat main Nia ikk salam kiss kaa tha

Bobby

**

cute:ranja

:k:

Ab badgumaneyoo ka zamaana nahee raha
Haajat hai ek dosre per aitmaad ki

Beautiful.....

:k:

Nawazis

Nawazis hay app ki karam hay app kaa ju app nay mera intaykhab pasandh kia,
aik shair app kay lia,
Naa gila hay dostoon kaa naa shikiyaat-e-zamana
Teri Bandh parweri say mery din guzar rahin hain

Bobby (Cute_Ranja)

nice:k:

sundar :k: