Nazreen o haazreen,
tau chalayn ab ham aap ko ‘neweezayn’ sunatay hayn.
Turkey mayn bird flu ki wajah sai government nai bohat saree birdon ko kill kar diya hai. Un ki nama-z-janazzah ghaybana adda ki jayeh gee.
Bad pitt nai angelina joooliee kai maan baap sai uss ka haath rishta-e-izdawaj mayn qabool karnay ki istadaa farmayee hai.
Sadar pervez musharaf ko cancer ho gaya hai, un kai cancerian honay ki news poori duniya mayn bohat sad-gi sai sunee gayee.
Usama bin Laden nai Monika lewinsky ko sudharnay kai liyeh uss ko apni 4thy wife banay ka faisla kia hai. Unhon nai apnay rishtay kai saath aik daymond ki angoothi bhee send kee hai. Monika bhaabi ko daymond bohat achay lagtay hayn, un ka kehna hai kai unhon nai iss risdhtay kai liyeh haan daymond dekh kar naheenbalkai osmaa ki personality sai imp-rash ho kar kee hai.