Re: New year poetry
![]()
Re: New year poetry
![]()
Re: New year poetry
Very Nice All..:k:
Re: New year poetry
Aye naye saal bata tujh mein naya kya hai..?
Har taraf khalq ne kiyun shor mcha rakha hai,
Roshni din ki wohi,
Taron bhari rat wohi,
Aaj hum ko nazar aati hai har bat wohi,
Aasman badla hai na badli ye afsurda zameen,
Aik hindse ka badalna koi jiddat to nahi,
Pichle barson ki tarha hon ge qareene tere,
Kise maloom nahi 12 maheene tere,
Be sabab dete hain kiyun log mubarak badein,
Sub kya bhool gaye waqt ki karrwi yadein,
Tu naya hai to dikha subha nai, sham nai
Warna in aankhon ne deikhe hain naye saal kai…
Re: New year poetry
Koi har gya koi jeet gya,
ye saal b akhir beet gya.
Kabi sapny sjaye ankho me
kbi beet gae pal baton main,
kuch talkh sy lamhat b thy,
kuch hadsy aur sadmat b thy,
kuch berukhi kuch becheni,
kuch mun main simti weeraani.
Kuch lamhe thy yadgaar bht,
kuch lamhon ko brbaad kia..
Per ab k baras,
RUB se dua ha ye ,
koi pal na apka udas guzr
koi rog na apko raas guzry
ap pholon ki trha khila kreyn,
koi shakhs na ap se gila kry,
ap khush raho abad rho,
apka khwab nagar abad rhy,
ap jo chahy wo ho jay,
ap jo mango wo mil jay,
apki maf wo hr ik khata kry,
apko asey hi Rab ata kry.
Re: New year poetry
I will post my own poetry soon in here.. but its in punjabi ![]()
Re: New year poetry
ppl understand punjabi in here :D
Re: New year poetry
ppl understand punjabi in here :D
ok ye lein phir :@:
Re: New year poetry
*Charhda Sooraj Devay Hararat
*
Tenu Nawa Saal Mubarak
Wailay Rey Rey Adeeyan Kassaiyan
Gitay Goday Ho Gaye Faragh
Tenu Nawa Saal Mubarak
Seyaanay Naseetaan Ker Ker Moaq Gaye
Katt Naa Fer Wee Sakee Jahalat
Tenu Nawa Saal Mubarak
Nabi Aakhayaa Parho Namaazan
Kalma Bolan Toon Wee Ho Gaye Aajaz
Tenu Nawa Saal Mubarak
Waddayyaan Sadi Azadi Laiee
Jang Lari Onna Paak Baharat
Tenu Nawa Saal Mubarak
Ishqay Ne Majnu Paida Keetay
Hoi Heer Na Bari Zalalat
Tenu Nawa Saal Mubarak
Wand Chaddee Musalamanaan Duniya Sari
Ker Ker Seyapay Firqa-Warat
Tenu Nawa Saal Mubarak
Ghareeb Roalda Mitti Chappar Te
Zaalma Di Ay Oochi Amarat
Tenu Nawa Saal Mubarak
Mehnat Toon Ne Nasday Saray
Wadan Kisay Nu Deinday Naiee Gawaray
Akhan Wich Pharee Paiee Ay Hakarat
Tenu Nawa Saal Mubarak
Manday Manataan Peeran Kolon
Quran Di Na Kaday Koi Parhi Ibarat
Tenu Nawa Saal Mubarak
Imaandari Da Kam Koi Aanda Naa
Dhokhay Bazi Ich Hai Bari Maharat
Tenu Nawa Saal Mubarak
Chadd Oy Bandeya Duniya Dari
Kam Di Nai Aynna Lokan Naal Yaari
Sudhaar Aynna Lokan Nu Mere Ya-RAB
Tenu Nawa Saal Mubarak
"Written by INAM ULLAH (Hakuna Matata)"****