NeW YeAr Ashaar

salam dosto
<O:pMain nay soocha k kuch new yr kay hawalay say ashaar share keroon.aap bhi yahan share kerain..shukria
<O:p

1=Humari ankhoon main yadoon kay zakhm rehnay do
Humaray hath say phoolon kay daal mat cheeno
Abhi bughao na candle na cake cato **
abhi
Kuch aur dayr pichla saal rehnay do **

<O:p2=Tyray hijraan say taluq ko nibhanay kay lia
Hum nay is saal bhi jeenay ki qasm khai hai
<O:p
3=Pichlay beras tha khuf tughy khoo na doon kahin
Ab kay baras dua hai tyra samna na ho

**4=Ye saal bhi udas raha rooth ker <?xml:namespace prefix = st1 ns = "urn:schemas-microsoft-com

http://www.paklinks.com/gs/ /><st1:City alt=

</st1:City><ST1:place **
**Tugh say milay bagher Decembr guzer **
<st1:City w:st=“on”><ST1:p</st1:City>
<O:p
5=Logon nay jashn raat nay saal ka kia
Hum apany gher main tyray lia soochtay rahay

6=Ankhoon ki terhan thak gay phylay howay bazoo
Who <st1:City w:st=“on”>myra</st1:City> pata bhool <st1:City w:st=“on”><ST1:pgaya</ST1:place</st1:City> ab kay baras

Re: NeW YeAr Ashaar

Ab Hum Apni Bheegi January Ki Shuruwaat Tere Bakhshay Huay Azaab-e-Tanhaii Se Karte Hain

Re: NeW YeAr Ashaar

nice ones...

Re: NeW YeAr Ashaar

Na koi rang ka lamha kisi kay pass aay
Khuda keray ey saal sab ko raas aay

Kisi ko daykhoon to mathay pay mah-o-saal milain
kahin bikhrti hoi dhool main sawal milain
zara si dayr Dec ki dhoop main bythain
ye fursatain shyed na humain aglay saal milain

ik khushbu ki terhan koocha-e-rooz-o-shab say
jo guzer gay dabay pa'oon woh saal acha hai

ye saal tyray wastay khuhsiyoon ka nager ho
kia khoob ho her rooz tyri eid ager ho
Her raat musarat kay nay geet sunay
lamhat kay pyroon pay bhi shbnam ka samar ho

Re: NeW YeAr Ashaar

very nice...

Re: NeW YeAr Ashaar

nice 1 :)


Kuch khushiaN kuch gham day k taal gay'a
lo jeevaN ka ik aur sunehra saal gay'aa

Re: NeW YeAr Ashaar

Her saal tyri yaad kay sehra kay naam thi
Her saal tyri DeeD ki chaht rahi mughay

Re: NeW YeAr Ashaar


ye saal bhi udaas raha rooth kar gay'aa
tuj se milay begair desember guzar gay'aa

Re: NeW YeAr Ashaar


jab agalay saal yehi waqat a raha ho gha
koN jaa'nta hai koN kis jaga ho gha
bichrnay walay tujhay dekh dekh soochta hooN
tu phir milay gha tu kitna badal gay'aa ho gha